badlengi kya yeh vaadiyaan
kya badlengi yeh fizaen
kya yeh aalam badlega
jab mein na rahunga..
badlegi kya soch tumhari
kya badlega tumhara nazariya
kya badlengi bhaavnayen tumhari
jab mein na rahunga...
kya tab tum mujhse pyar karoge
kya tab tum ikraar karoge
kya tab tum mujhe yaad karoge
jab mein na rahunga....
kya tab tum tanhai dhundhoge
kya tab tum mukhote pehnoge
kya tab tum bahane dhundhoge
apne aansu chupane ko
jab mein na rahunga....
kya badlengi yeh fizaen
kya yeh aalam badlega
jab mein na rahunga..
badlegi kya soch tumhari
kya badlega tumhara nazariya
kya badlengi bhaavnayen tumhari
jab mein na rahunga...
kya tab tum mujhse pyar karoge
kya tab tum ikraar karoge
kya tab tum mujhe yaad karoge
jab mein na rahunga....
kya tab tum tanhai dhundhoge
kya tab tum mukhote pehnoge
kya tab tum bahane dhundhoge
apne aansu chupane ko
jab mein na rahunga....
No comments:
Post a Comment