Sochta hun yun hi aksar mein,
Nadaan dil k alhad aashiyaane mein,
Kaise voh reh paegi,
Bita leta hun mein raaten khud se baat kar,
Kya din mein voh samay nikaal paegi,
Udta dekha hai pyaar ka panchi maine,
Badalte mausamon k saath aaj kal,
Jitna ruka hun mein khwabon mein usse saath le,
Kya voh mere saath reh intezaar kar paegi,
Kabhi kabhi khud ko le beparwah ho jaata hun mein,
Kya un lamho mein mjhe apni nazron ka sahara de paegi,
Dil ki baaten kehne mein hichkichata hun mein,
Kya meri aankhen padh voh samajh paegi,
Kya is nadaan din k alhad aashiyane mein voh reh paegi..

No comments:
Post a Comment